|
|
|
Send "Chalay Thay Saath" Ringtone to your Cell 
|
Chalay Thay Saath Lyrics
chalay.. chalay thay saath saath rukay.. rukay thay saath
saath
kitna haseen tha apnsa safar saaray jahan ki khushian theen
saath bichar gayay hum dukh ki hay baat
mairi zindagi mairay
saath nahin
chalay.. chalay thay saath saath rukay.. rukay
thay saath saath
kaisay na karta usko main pyar uski haseen main
sukh thay hazaar bichar gayay hum dukh ki hay baat
mairi zindagi
mairay saath nahin
kia socha hua kia dooor ho kay mila
kia main nay uss kay dil ko tora kia? ya phir uss nay mujh ko
chora kia?
bandhan tha yeh tora kia?
baat mairi sunn lay
woh kaash daikhay mujhay woh sochon main yon khoya hon main jaga hon
ya soya hon main?
jaanay kitna roya hon main!
chalay.. chalay
thay saath saath rukay.. rukay thay saath saath chalay..
|
Send "Chalay Thay Saath" Ringtone to your Cell 
Chalay Thay Saath Lyrics of Junoon is copyrighted and AskLyrics is featuring all Junoon songs for non-commercial use only.
|
|