|
|
|
Send "Khamaz" Ringtone to your Cell 
|
Khamaz Lyrics
Sawan beeto jaye piharwa
Sawan beeto jaye piharwa
man mera
ghabraye
man mera ghabraye
aiso gaye pardes piya tum
aiso gaye pardes piya tum
chein humein nahi ayi
chein
humein nahi ayi
mora sayiyaan mose bole na
more sayiyaan
mose bole na
mein laakh jatan kar haari
mein laakh jatan
kar haar rahi
mora sayiyan mose bole na
tu jo nahi to aise
piya hum
tu jo nahi to aise piya hum
jaise soona aangana
jaise soona aangana
nein tihari raah niharein
nein tihari raah
niharein
nainan ko tarsao na
nainan ko tarsao na
mora
sayiyan mose bole na
Pyaar tumhe kitna karte hein
Pyaar
tumhe kitna karte hein
tum ye samajh nahi paoge
tum ye samajh nahi
paoge
jab hum na honge to piharwa
bolo kya tab aoge
bolo kya
tab aoge
more sayiyan mose bole na
|
Send "Khamaz" Ringtone to your Cell 
Khamaz Lyrics of Fuzon is copyrighted and AskLyrics is featuring all Fuzon songs for non-commercial use only.
|
|