|
|
|
Send "Aaroh" Ringtone to your Cell 
|
Aaroh Lyrics
Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus
Aag Ki Tarhan
Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas
Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Zindagi Kay
Hazaar Pehlu Hain
Zindagi Hai Kay Aik Afsaana
Na Suna Saka
Kisiko
Haal-e-Zaar Apna
Na Suna Saka Kisiko
Haal-e-Zaar Apna
Tera Raaz Khul Na Jaye
Meray Ghum Ki Daastan
Say
Tera Raaz Khul Na Jaye
Meray Ghum Ki Daastan Say
Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta
Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Na Koi Humsafar Hai
Na
Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Udaas Aankhon Main Uska Chehra Hai
Dil Main Bhi Uski Yaad Baaqi Hai
Zara Dil Pay Haath Rakh Kar
Meray Hamnasheen Bata Day
Zara
Dil Pay Haath Rakh Kar
Meray Hamnasheen Bata Day
Tujhay Kya Diya
Jahan Nay
Mujhe Kya Mila Jahan Say
Tujhay Kya Diya Jahan
Nay
Mujhe Kya Mila Jahan Say
Mujhe Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki
Tarhan
Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta
Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki
Tarhan
Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta
Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki
Tarhan
Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta
Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
|
Send "Aaroh" Ringtone to your Cell 
Aaroh Lyrics of Aag Ki Tarah is copyrighted and AskLyrics is featuring all Aag Ki Tarah songs for non-commercial use only.
|
|